Thursday, April 15, 2010

kya hum azad hain

Hum bhartiya hain , kyunki hum bharat mein paida huwe hain , ye hamare liye garv ki baat hai ya sharm ki , samajh mein nahin ata.
AAj bhi hum bhrashtachar ke ghulam hain , jise hum khud badhawa dete hain , kya hum aise adhikariyon ko police ke hawale nahin kar sakte , kya hum azad hain , yaad karo wo bhagat singh , yaad hai ???????????????????????????????

hamare kranti kariyon ne azad bharat ki kamna ki thi , unhone bhai chare ko badhawa diya tha , lekin , aaj hum ek dusre ka khoon choosne ko tayyar hain , insaan ko insaan nahin samajhte , koi hai jo mujhe support kar sakta ?????????????????